Kya mujhe way bill aur tax invoice dono customer ko dene honge kya?

Agar samjho main 60000 rs wala led tv sale kar raha hu. Kya mujhe way bill aur tax invoice dono customer ko dene honge kya?

Add Comment
1 Answer(s)

Agar aap counter sale ker rhe ho to aapko e-waybill dene ki zaroorat nhi hai. Agar aap home delivery de rhe ho to e-waybill dena padaiga.

Answered on July 1, 2017.
Add Comment

Your Answer

Gen GST